Monday, December 22, 2008

Na Jaane Kyun...

Yet another post. But, just the lyrics of a song that I absolutely love!
From the movie 'Choti si Baat'.
This one is Awesome.
Totally!

Fabulous emotions, so delicately and exquisitely done within the framework of rhyme.

Here goes:-

Na jaane kyun
hota hai yeh zindagi ke saath
achanak yeh mann, kisi ke jaane ke baad,
kare phir uski yaad
Choti Choti si Baat
Na jaane kyun...

Jo anjaan pal, dhal gaye kal
Aaj woh, rang badal badal, mann ko machal machal rahe hai chhal
Na jaane kyun woh anjaan pal
Saje bina mere, naino mein tute re hai re sapno ke mahal;
Na jaane kyun
Hota hai yeh zindagi ke saath
Achanak yeh mann, kisi ke jaane ke baad,
kare phir uski yaad
Choti Choti si Baat
Na jaane kyun...

Wohi hai dagar, wohi hai safar
Hai nahi, saath mere magar, ab mera humsafar, idhar udhar dhoonde nazar
Wohi hai dagar
Kahan gayi shame madhbhari woh mere mere woh din gaye kidhar;
Na jaane kyun
Hota hai yeh zindagi ke saath
Achanak yeh mann, kisi ke jaane ke baad,
kare phir uski yaad
Choti Choti si Baat
Na jaane kyun...
--------

Ah! Bliss!!

5 comments:

Prachark said...

senti!! appreciate it

write somethng abt MBA! am curious to knw fr u

Keep Blogging
AG

Pratyush said...

MBA shemBA bhi coming soon.
Just hope & pray that the writing & then posting bug keeps biting me!

Rakhi said...

I hope it does too :) Good Luck!

Pratyush said...

Thanks Rakhi!
In fact, it has bit me twice today. At least the posting & editing one...!

Rakhi said...

Will wait for the next one. Hope it is not too long!

Followers