Tuesday, December 23, 2008
Saxena ki Abhineet Salgirah!
This one goes out exclusively for my MDI rumie, Mr. Abhineet Saxena! Many Many Happy Returns!
ZZZZZZ.... (Sleeping is his Birthright, & He is Having It!) .....ZZZZZZ
Rit, time to wake up, Abhineet. Please, at least this one time... Coz this one is for you: 'Exclusively'.
Kavita Prarambh:-
"
Mera meet, Hum sab ka Pyaara Abhineet
Uski Pyaari Harpreet, Manpreet, Gurmeet
(Bina PJ ke kaise chalega?)
Mera hum roomie, Mera hum dum, Tujh jaise hain kam
There are many & sundry, And then there are those special some
PG '08 ke Baansuri vaadak
Humaare Kisan Kanhaiya
Mriduta se Muskaate
Rijhate hain Raas Rasaiya!
MDITunes, Monetrix, Du Pont
Maara sabko 'Headshot', kar diya 'Sab Khatam'
1 Strike per 44 'Counter Strike'!
IIFT ho, ya ho Fore, ya ho Apna Hostel 4,
Apne Naagraj gaye, Fod aaye 'Bum'!
Lekin, Kintu, Apitu Parantu mohe Bandhu
Hinsa mein nahi, Prem mein hai inka Vishwaas!
Kavi hain Humaare Shri Saxenaji
Bhashaon ke Vishishth Vidooshak
Chhand Chhand per Kudduum
Kala mein dooba hai har Shwaas!
Aseem Gyaan, Apaar Khshamta, Prakhar Buddhi
The brain does complex data processing,
Even while Sleeping!
Aur haan, Bina koi 'Truti'
Itne saare Gun, Ab aur kya karein Aapki Stuti?
Gunoon Ki Khaan, Khoob Kiya tera Gungaan!
Ab Chup chap Wallet nikaal,
Aur de daal Pizza Daan!
-----
'Comprehensive Celebration' Details:-
When he comes back to campus (Latest by 23:59:59 on the 4th of January, 2009!)
Junta janardan is invited to make it real special with some heavy duty 'bumshots'! :P
Monday, December 22, 2008
Na Jaane Kyun...
Yet another post. But, just the lyrics of a song that I absolutely love!
From the movie 'Choti si Baat'.
This one is Awesome.
Totally!
Fabulous emotions, so delicately and exquisitely done within the framework of rhyme.
Here goes:-
Na jaane kyun
hota hai yeh zindagi ke saath
achanak yeh mann, kisi ke jaane ke baad,
kare phir uski yaad
Choti Choti si Baat
Na jaane kyun...
Jo anjaan pal, dhal gaye kal
Aaj woh, rang badal badal, mann ko machal machal rahe hai chhal
Na jaane kyun woh anjaan pal
Saje bina mere, naino mein tute re hai re sapno ke mahal;
Na jaane kyun
Hota hai yeh zindagi ke saath
Achanak yeh mann, kisi ke jaane ke baad,
kare phir uski yaad
Choti Choti si Baat
Na jaane kyun...
Wohi hai dagar, wohi hai safar
Hai nahi, saath mere magar, ab mera humsafar, idhar udhar dhoonde nazar
Wohi hai dagar
Kahan gayi shame madhbhari woh mere mere woh din gaye kidhar;
Na jaane kyun
Hota hai yeh zindagi ke saath
Achanak yeh mann, kisi ke jaane ke baad,
kare phir uski yaad
Choti Choti si Baat
Na jaane kyun...
--------
Ah! Bliss!!

Subscribe to:
Posts (Atom)